Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDidi (1959)
HomeDidi (1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaaaa aaaaaaaaa bachcho tum taqdeer ho kal ke hindustaan ki baapu ke vardaan ki nehru ke armaan ki bachcho tum taqdeer ho kal ke hindustaan ki baapu ke vardaan ki nehru ke armaan ki bachcho tum taqdeer ho aaj ke toote khandharon par tum kal kaa desh basaaoge jo ham logon se na huaa vo tum kar ke dikhlaaoge tum nanhi buniyaaden ho tum nanhi buniyaaden ho duniyaa ke naye vidhaan ki bachcho tum taqdeer ho deen dharam ke naam pe koi beej phoot kaa boye naa jo sadiyon ke baad mili hai vo aazadi khoye naa har mazhab se unchi hai har mazhab se unchi hai keemat insaani jaan ki bachcho tum taqdeer ho phir koi jaichand na ubhre phir koi jaafar na uthe gairon kaa dil khush karne ko apnon par khanjar na uthe dhan daulat ke laalach mein dhan daulat ke laalach mein tauheen na ho imaan ki bachcho tum taqdeer ho naari ko is desh ne devi keh kar daasi jaana hai jisko kuchh adhikaar na ho vo ghar ki raani maana hai tum aisa aadar mat lena tum aisa aadar mat lena aad ho jo
humne suna tha ek hai bhaarat sab mulkon se nek hai bhaarat lekin jab nazdeek se dekha soch samajh kar theek se dekha humne nakshe aur hi paaye badle huye sab taur hi paaye ek se ek ki baat juda hai dharm juda hai jaat juda hai aapne jo kuchh humko padhaaya wo to kahin bhi nazar na aaya jo kuchh maine tumko padhaaya usmein kuchh bhi jhooth nahin bhaasha se bhaasha na mile to iska matlab phoot nahin ek daali par reh kar jaise phool juda hai paat juda bura nahin gar yunhi watan mein dharam juda ho jaat juda apne watan mein wahi hai jab quraan ka kehna jo hai ved puraan ka kehna phir yeh shor sharaaba kyun hai itna khoon kharaaba kyun hai apne watan mein sadiyon tak is desh mein bachcho rahi hukoomat gairon ki abhi talak hum sab ke munh par dhool hai unke pairon ki ladwaao aur raaj karo ye un logon ki hikmat thi un logon ki chaal mein aana hum logon ki zillat thi ye jo bair hai ek dooje se ye jo phoot aur ranjish hai unhi videshi aakaaon ki sochi samjhi bakhshish hai
pyaar hi mujhe darkaar hai pyaar hi mujhe darkaar hai gar unka pyaar ho baanhon ka haar ho sone chandi ke haar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai dil mujhko chahiye ghar leke kya karoon unki talaash hai dar leke kya karoon dil mujhko chahiye ghar leke kya karoon unki talaash hai dar leke kya karoon jab wohi kho gaye auron ke ho gaye phir main solah singaar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai chaahat ki raah mein kaanta bhi phool hai chaahat ko tolna duniya ki bhool hai chaahat ki raah mein kaanta bhi phool hai chaahat ko tolna duniya ki bhool hai sachchi hansi mile dil ki khushi mile tan pe resham ke taar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai gar unka pyaar ho baanhon ka haar ho sone chandi ke haar kya karungi pyaar hi mujhe darkaar hai
tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko mere dil ki mere jazbaat ki keemat kya hai uljhe uljhe se khayaalaat ki keemat kya hai maine kyun pyaar kiya tumne na kyun pyaar kiya in pareshaan sawaalat ki keemat kya hai tum jo ye bhi na bataao to ye haq hai tumko meri baat aur hai maine to muhabbat ki hai tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko zindagi sirf muhabbat nahin kuchh aur bhi hai zulfon rukhsaar ki jannat nahin kuchh aur bhi hai bhook aur pyaas ki maari hui iss duniyaa mein ishq hi ek haqeekat nahin kuchh aur bhi hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko maine tumse hi nahin sabse muhabbat ki hai tum agar ankh churaao to ye haq hai tumko tumko duniyaa ke ghumon dard se fursat na sahi sabse ulfat sahi mujhse hi muhabbat na sahi main tumhaari hoon yahi mere liye kya kum hai tum mere hoke raho ye meri kismat na sahi aur bhi dil ko jalaao to ye haq hai tumko meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bachcho Tum Taqdeer Ho Didi (1959) 03:25 39861
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Datta Naik
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shobha Khote
Duration : 03:25   Song Number : 39861   

Humne Suna Tha Ek Hai Bharat Didi (1959) 04:32 39862
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:32   Song Number : 39862   

Pyaar Hi Mujhe Darkaar Hai Didi (1959) 02:54 37498
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shubha Khote
Duration : 02:54   Song Number : 37498   

Tum Mujhe Bhool Bhi Jao Didi (1959) 03:39 13087
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
On Screen Actors- 
Shobha Khote, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 13087